|
hum itne sweet nahi ki diabetes ho
jaye
na itne salty ki B.P badh jaye
na itne tasty ki maza aa jaye
par itne kadwe bhi nahi ki yaad na aaye |
wah ghalib tune kya
sher mara hai,
wah ghalibe tune kya sher mara hai
arey yaar! dekh zara sherni kitna ro rahi hai... |
|
Unki her ek ada ke hum kayal ho
gaye
Unki tirchi nazar se jo hum ghayal ho gaye
Assaliyat jani jab humne, Ki nazar he tirchi hai unki
To laga aisa sadma ki hum pagal ho gaye |
Aap
kya jano,tumhe hum kitna yaad karte hai,
Mano ya na mano, har pal fariyad karte hai,
Roz khat likhte hai cartoon network ko,
Aur bas aaphiko dikhane ki maang karte hai. |
Ujdha Sansarr Lugg Rahi Hay Duniya
Bhojal Beemar Lagg Rahi Hay Duniya
Jiss Din Say Gaye Ho Tum Uss Din Say Mujhey
"Baasi Akhbar" Lagg Rahi Hay Duniya" |
Deewane hai tere naam ke,is baat Se
inkaar nahi,
kaise kahe ki hume Aapse pyaar nahi,
Kuch to kasoor Hai aapka ,
akele to hum gunegaar nahi. |
Saton Aasmaon ki sair ham kar aaye,
Har ek tare se Dosti kar aaye,
Ek Tara khas tha jise hum apne saath le aaye,
Varna aap hi Sochiye ki aap is zameen par kyoon aaye? |
|