|
Tum paas ho to tujhpe pyar aata hai,
Tum door ho to tera intezaar satata hai.
Kya kahe is dil ki haalat ki,
Tujhe yaad kar karke hume bukhaar aata hai. |
Itna accha kaise muskura lete
ho,,,,,,,,,,,,
Itna qatil kaise sharma lete ho,,,,,,,,,,,,,,,
Kitni aasani se jaan le lete ho,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,
Kisi ne sikhaya hai,ya bachpan se hi kamine ho??? |
Jise dil diya woh dilhi chali gayi..
Jise pyar kiya woh italy chali gayi...
Dil ne kaha khud kushi(suicide) kar le zalim...
Bijali ko haath lagaya to bijali chali gayi... |
Woh maut bhi kya rangeen hogi,
Laash ke paas agar ladkiyaan hasin hongi…
Lipatkar royengi woh humse,
Wah re KHUDA upar ladki aur neeche zameen hogi…. |
Jo muddat se hota aaya hai,
woh repeat kar doonga...
Tu naa mili to apni zindagi
ctrl+alt+delete kar doonga... |
Roz subha hum karte hain
pyar se unhe good morning...
Woh aise ghoor ke dekti hain
jaise 0 errors aur 5 warning... |
Gunghat Mein Tujhe Dekha To
Deewanna Hua,
Sangeet Ka Taraana Hua,
Shamaa Ka Parwana Hua,
Masti Ka mastaana Hua,
Jaise Hi Gunghat Uthaya Is Duniya Se Ravana Hua |
|